Malka Saba ke Takht
Malika Saba ka takht na to uska mahal hai aur na hi koi jismani kursi — yeh uski hukoomat aur uske aqeedon ki numaindagi karta hai. Yeh uski baadshahat ka izhar hai, aur yeh bhi dikhata hai ke woh suraj ki ibadat karti thi. Shaytan ne uske aamaal ko uske liye khubsurat bana diya tha, jisse woh haqq se door ho gayi. Sulaiman (Alaihis Salaam) ne Malika Saba ko Allah ki kitaab bheji — yeh sirf ek khat nahi tha, balkay ek paighaam tha jo Qur’ani aayat mein wazeh taur par maujood hai. Is paighaam ke zariye Malika Saba aur un ke qaum ko Allah ki taraf bulaya gaya, unhein Islam qabool karne ki dawat di gayi. Kya Malika Saba aur un ke logon ne apna aqeeda badla?
-
Episode 05:"Chionti Naml Nay Solomon Kay Barey Mein Kaha"
Chionti Naml Nay Solomon Kay Barey Mein Kaha?
View More Info -
Episode 04:"Malika Saba Queen of Sheba Muslim Kaisay Howi?"
Malika Saba Queen of Sheba Muslim Kaisay Howi?
View More Info -
Episode 03:"Malika Saba Ka Takht Solomon Ke Pass Kaisay Ayaa"
Malika Saba Ka Takht Solomon Ke Pass Kaisay Ayaa
View More Info -
-