Urdu Masajid

Masjid ke bare mein ye jante hein ke ye musalmano ki Ebadat Gah hai jahan musalman ijtemai taur par Namaz qaim karte hein. Masjid ke lafzi mane sajda karne ki jagah hai. Iss dars mein sirf masajid ke baare mein tafseel se bayan kya gaya hai balke teen makhsoos masajid jinko Allah ne Quran mein bayan kiya hai yani Masjide Haram, Masjide Aqsa aur Masjide Zarar jo har zamane mein maujood hein unn ki bhi wazahat aur nishan dahi ki gai hai. Quran se Masjid ke nazarye ki mazeed wazahat ke liye ye dars daikhna lazmi hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.